Type Here to Get Search Results !

onpage Seo kya hai ? On-page seo optimization increase, improve kaise kare.

 blog ka onpage seo kaise kare (perfect seo tips )



seo setting.


                Agar hum onpage seo or offpage seo ki baat kare to hum onpage optimization ko onside  optimization bhi kehte hai .isame hun search ingine ke gauidelines ki according karte hai. Or agar mai onpage or offpage ki baat karu to google ki latest  panada 4.0 ki  onpage ka roll increase hokar 35 bpercent ho gaya isliye aap samaj gaye hoge ki website me onpage optimization karna kitana important hai.so chaliye dekhte hai ki onpage optimization ki tecnic kya hai or kaise increase kare onpage ko seo ke liye.
TAG OPTIMAZATION SEO KAISE KARE agar apne tag optimization ko kaise increase karte hai ye article nahi pada hai to aapko read karlena chaiye.
onpage seo optimize /increase kaise kare
     Friends onpage optimization me hum  na keval search engine ke dyan rakhte hai aapko aapke user ko bhi dyan me rakhna hota hai.kyuki ek baar user hamare site per aye or hamari site top pe hai or visiter aapke site per ata hai or use aapke site me kuch kamiya lag rahi hai to jaise website ka design na hona lable ka use na karna comment box ko enable na karna,
aise job hi choti choti baate hai usper aapko dyan dena hoga verna aapk vaster ek baar agar gaya to vapas nahi ayega jaise koi vaster website ke anadr ata hai to us ka ji chahe ki mai usi site per jau dusre site ki yaad bhi ana nahi chaiye in chote baato per nagar rakhna hoga aapko tabhi aap succsessfull blogger ban paoge.so aapne seo setting karli hai magar aapke site per visiter nahi aa rahe hai to aapko visiter ko dyan me rakhna hota hai or top ranking keyword use karna hote hai post me usaske bareme aapko is postr me bataya jayega.

1.     Keywords analysis
2.     Competiotion website analysis
3.     Tag optimization
4.     url

dosto ye kuch important topic hai seo ke optimization ke  jinake bareme aapko neeche details me bataya jayega.abhi to mai aapko in topic per general information hi duga agli post me aapko jarur batauga in topic per full details me .
·       keyword analysis kya hai  ye bata deata hu aapko so keyword yaneke aapko to pata hi hoga magar key  analysis ke bareme bata raha hu jo use hai google me job hi type karke google ke search box me type karte hai or search karta hai use  keyword  kaha jata hai.*konse keyword hume website ke andar empliment karane hai  use hum keyword analysis kehte hai.or kis tarah se hum apni website ko promote kare kis keyword per hum seo kare jissse  particular keyword se hamari site top me aye. So ye general information hai .
·       competition website analysis   kya hai : 
                 maan lijiye mera ek targe hai ( seo setting full gauide in india ) to mai chata hu ki meri website india me top pe aye lekin hamre keyword se milate julte jo post hai article hai vo hamare upper aa rahe hai search engine me une kya kaha jata hai competition website analysis     kaha jata hai.isak ky use hota hai jise maan lete hai dusri site aapke post se top me aa rahi hai or aap two number me ho to ho sakta hai aapko top keyword ke bareme pata na ho isliye aap us site ke keyword ko bhi aapke site me add kar sakte hai ho sakata hai top keyword aapke touch  me na ho isliye aapko unke keyword ko dekhkar bhi aap competition bada sakte hai or site ko top me la sakte hai.

·        Tag optimization :

     Tag optimization ke nadir hum html tag ka optimize karte hai un html tag me hum keyword ka use karte hai,kyuki html me  heading tag hai,bold tag hai description hai ,inko search ingine thodi importance deta hai .aap tag optimize ke jariye apke site ko kaise up karte hai kaise emrove karte ranking badate hai aapke site ki ye sara in tag ke andar aa jata hai.

·       url :
      url  yanke hamare site ka job hi addresss hai jaise mere site ka address hai    www.suvas75.com ise hum url kehte hai .
so aapke post ke tital ke url hote hai unke andar kya hum keyword ka use karke post ko top me la sakte hai jinne permalink  kaha jata hai to kaise top ranking banaye site ki ye sabhi janakari url ke nadir hoti hai.
Ab inke bareme to aapne general janakri le li hai abaapko onage optimization ke barme bhi bata deta hu.onpage seo ke bahut se topic hai jinake barme mai aapko neeche bata raha hu.isake baad  ata hai  favicon .

seo topic information

·        favicon :
          faveicon ki baat kare to jaha aap chromr ya google ke tab me kisi website ka name likhkar search karte ho to vaha per ek  gol icon hota hai us tab me url ke age use favicon kaha jata hai. So website ke andar  favicon hona jaruri hota hai  

·        Canonicalization installation :
     Isaki problem s aapke site me nahi honi chaiye, so isaka bhji example bata deta hu.  Jaise SEOKISAMAJ.COM dusre tab me open kiya to usake aage www.SEOKISAMAJ.COM  is domain name se open ho gayi yanke maine bina www ka type karke search kiya firbhi www usake aage lag kar site redirect ho gayi .yane koi bhi user bina www ke bhi aapke site ko open kare to www me hi redirect hona chaiye.
Isaka kya reason hai vo mai aapko bata deta hu:  isak ye reason hai ki jo search engine ke croller hai vo www ko ek website mante hai or bina www ke website ko vo alag domain name maante hai yanek kisi ek website ko croller dublicate manege 
or dusri ko original manege .yani ek hi domain ki vo 2website maante hai yaneke agar aapne koi content likha hai or usame  images ,text,bold ,links use  kiye hai use ye dublicate manege jisse hamari site ki ranking kya ho sakti hai down ho sakti hai isliye  aapki site www.com ke asth hi open ho ye dyan rakhna jaruri hai  seo ke  liye ye most important hota hai .

·       web speed optimization  :
search engine optimization
                      
   agar aake website ko load hone me jada time lagata hai to aapke site per job hi user aate hai or click karne per site load hone me ho time bekar me jar aha hai to vo visiter/user aapke site per se dusre kisi ke site per chala jayega jisse aapki traffic per bhi asar padega isliye aapko bata du ki seo friendly template ka use karna chiaye or seo friendly content likhne chaiye or high quality images ya big large imges ka use nahi karna chiaye jisse aapki site load hone me time nahi legi.maan lijiye aapki site ka content top me to aa raha ha imager site ko load hone me time lag raha hai to  is problems se 2 logo ko dikkhat hogi  ek aapke user ko or google ke croller or search engine ke spider ko bhi dikhhat hogi.
isliye aapka visiter kya karega hand to hand vo aapke site per se kisi dusre site per move ho jayega so agar aapki website load hone me hi time lag raha hai to aapka  seo karneka kya fayda hai isliye aapko aapke site ka load bhi check karna chaiye .   agar koi visiter aise me agar aapke site ko band karta hai to aapke site ka  bound site bhi badta hai  ab bound site kya hai hai ye aapko pata nahi hoga aapko agle post me isake bareme bhi aapko bataya jayega.
       So agar aisa hota hai to aapke jo content hai unne crawller down kar dete hai jisse aapke site ki ranking pe asar padta hai or ve down ke or low ho jati hai .isliye jada time consum kon karta hai aapke site me to vo hai html ya css code ye jada memry use kar rahe hai to aapke site ka load hone me time leti hai .isliye aapko un css or java filoe ko bhi check karna hoga or devlopre ko bhi batana hoga ki aapki site jada time load hone me jada time na le.

·       Non –index able attributes :
        Isake bareme baat karte to agar website ka load hone me agar jada time lagata hai to aapka jo user hai vo jada time aap[ke website per nahi rukega. Search engine sirf or sirf  tag ko optimization  karta hai to images ko read nahi kar pata, 
video ko read nahi kar pata ,iframe ko read nahi kar pata ,website ke andar flashes ho use read nahi kar pata ,jaise agar images use karte hai to usake andar alt tag ka use hota hai usake throw vo images ko read kar pata hai then ye non –index able ke andar aa jata hai .so jo images ifame hai unke vajah se to website load hone me time to nahi lag raha hai ya fir aapke site me  slider  hai to unke vajah se to load hone me time nahi lag raha hai isake bareme aapko check karlena chaiye.

·       Text /code ratio:

         Ab text code ratio  isake bareme agar aapko pata nahi hai to aap continue pade bor ho rahe hai to isaka agla part aapko agle post me bataya jayega lagta hai ye post lambi ho rahi hai chaliye thoda or bata deta hu aapko isaka reason kya hai.
     Website ka source code hota hai  kahi aisa to nahi hai ki aapke site ka jo comparison hai vo source code se low /mini to nahi hai.  So aapko ye bhi dyan rakhna hota hai ki text or code ka ratio hota hai vo bhi barabr rakhna hota hai kahi aisa to nahi ki website ke andar code hi code use ho rahe hai or tag ka use hi ho nahi pa raha hai ya fir kahi aisa to nahi hai ki jada text use hoi jaye jada text use honese koi fark nahi padta hai magar text agar kam ho to bahut fark padta hai .  agar aapne text ka use jada nahi kiya hai to search engine us post /content/article ko  negative  me leta hai jisse site per bad asar padta hai
.so agar text ko check karna hai to aap google me is tarah tyoe karke search kare text code ratio tools ya checker. Isake barme jada jankari ke liye comment kare.
Isaka agala part aapko agle post me bataya jayega isliye is site per aate rahe aapko seo ki sahi or full janakri di ja rahi hai  jisse aapke content top me aye is post me or bhi bahut se update karna baki hai isliye is post ko open karkew dekhe ye aapke hi help ke liye hai agar janakri acchi lage to site ko subscribe kare like kare or share kare agli post part 2 “seo setting kaise kare onpage optimization ko kaise increase kare “.
Thanks for read my tutorial........

 


    
x

      Hii dosto ,ajke article me aapko “onpage seo ko kaise optimization kare" or kaise seo ki setting ke jariye onpage seo  increase kare”so agar aapne onpage seo ki post read ki hai magar mai aapse firse kehna chauga ki kisibhi website per seo ki jankari hai to use pura hi complete read karlena chaiye varna kya joga’ half knollage is very danger ,. Isliye mera manana hai ki agar aap seo ke bareme janakri nahi hasil kar pa rahe hai to aap bahut piche reh gaye ho ya reh jaoge isliye mera aapse suggestion hai ki aap seo ke bareme jitana jada ho sake utani jada jankari ko hasil karne ki koshish kare.so chaliye onpage seo ke bareme jante hai ki kya hota hai onpage seo setting .