Type Here to Get Search Results !

इन्टरनेट क्या होता है ? Internet की पूरी जानकारी हिन्दीमे?



              INETRNET KYA HAI ? 


  ye jane ke liye aap kaha kaha nahi imformation dekhate hai mager mai aj apko yahi per mere blog (webside ) me batauga ki internet kya hai or hum kaise internet se paise kama sakte .ager aap bhi internet se paise kamana chahte hai to ye blog jaroor pade . muje pata hai ki aj ke jamane me paiase ko kitana important mana ja raha hai. 
Internet ki Puri jankari

har kisiko paise ki problems hai  ager aap apni problems ka solve karna chahte hai to is webside ko padne ke baad aap janege ki  INTERNET KYA HAI ?



                     hum internet se aise kaam kae sakte hai jo aj kal koi bhi insaan itani information aapko nahi dega. kyuki akela insaan kya kya karega. isliye mai aj apko aisi mahiti dene ja raha hoo jo aapne kabhi padi nahi hogi . hum  shortcuts use karke apne computer me google ki link la sakte hai matlab aksar kya hota hai ki hume mozilla firefox ki madat leni padti hai mager ab aap short me bhi google open kar sakte hai.



1. sabse pahle apne desktop ki jo screen hai vaha right click kare.NEW per click kare. or SHORTCUT ko chune .

          jisase shortcuts wizard open ho jayega .


2. 

    ab is shortcuts wizard me type the location of the item me apni sight ka naam daliye.
EXAMPLE: www.google.com 
  
3.
    isake baad NEXT button per click kare. AB AAPKE SAAMNE EK WINDOW open hogi.
  
4. yaha aapko apne shortct s ko  naam dena hai. jaise aap google bana rahe hai to google naam type kijiye . jisse aaap pahechan sake ki ye shortcuts konsi webside ka hai. ab aap FINISH  ki button per click kare., 


5. 

     to ho gaya aapka shortcut aapke saamne google ki shortcuts dikhai degi. bus ab aapko ye karna hai ki use side per double click kijiye or aapki side open ho jayegi.

नोट:          ager aap chahte hai ki isse bhi achha shortcut use kare . yani ki keyboard shortcuts ki mai baat kar raha hoo,iske liye aapko jo aapne abhi shortcut banaya hai usper aapko right click karana hai.or propertise ko select karna hoga .

   

6. jisase shortcuts  ki propetise ki windows khul jayegi,


7.
        ab aapke saamne ek window khuli hai  ab aap  WEB DOCUMENTS  per click karna hoga,yaha aapko shortcut key option milega.isase box me mouse click kare, or  keyboard se koi bhi button dfabaye  man lijiye muje google kr liye hi shortcut banana tha, isliye maine keyboard se G button dabaya  to yahaper apne aap hi shortcut key janret ho gayi.

8.
      ctrl+alt+g yanike keyboard se  ctrl,alt ke saath me G  dabane se bhi yah site apne aap open ho jayegi.
                            CHANGE ICON me jaker aap iska  icon bhi badal sakte hai.



 ager aapko ye information achhi lage to ye jankari apne dosto me jaroor share kare.